Movie: Creature 3D
Singer: Arjit Singh
Lyrics: Tonny Kakkar

:::::::::::::Sawan Aaya Hai - (Creature 3d)::::::::::::

Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai!
Tere or mere milne ka, mausam aaya hai!
Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai!
Tere or mere milne ka, mausam aaya hai!

Sabse chhupa ke tujhe seene se laagana hai
Pyar main tere hadd se guzar jaana hai
Ittna pyar kisi pe Pehli baar aaya hai,

Kyun ek pal ki bhi judaai sahi jaaye na
Kyun har subah tu meri, Saason mein saamaye na
Aaja na tu mere paas Dunga itna pyaar me
Kitni raatein guzari hai, Tere intezaar mein,

Kaise bataun jazbaat ye mere
Maine khud se bhi jyada tujhe chahaa hai
Sab kuch chhod ke aana tu, Saawan aaya hai
Tere or mere milne ka Mausam aaya hai,

Sabse chhupa ke tujhe, Seene se laagana hai
Pyar main tere hadd, Se guzar jaana hai
Ittna pyar kisi pe, Pehli baar aaya hai,

Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai
Tere or mere milne ka, mausam aaya hai,

Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai
Tere or mere milne ka, mausam aaya hai,